shaKHon se lipaTta hua azhdar nahin dekha

shakhon se lipatta hua azhdar nahin dekha
phulon ne sar-e-kucha-e-sarsar nahin dekha

badhte hi gae rah-e-shahadat ke falak par
ghar chhodne walon ne mukarrar nahin dekha

dariya ne kai bar kinare se sada di
jate hue pyase ne palat kar nahin dekha

dekhi to faqat tabish-e-asrar-e-mashiyyat
sajde ke tamannai ne khanjar nahin dekha

ek gul ne tabassum se jala di saf-e-ada
hulqum pe chalta hua khanjar nahin dekha

khemon mein sisakti hui namnak hawa ne
bimar ka jalta hua bistar nahin dekha


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close