sham-e-gham ki qasam aaj ghamgin hain hum aa bhi ja aa bhi ja aaj mere sanam dil pareshan hai raat viran hai dekh ja kis tarah aaj tanha hain hum chain kaisa jo pahlu mein tu hi nahin mar dale na dard-e-judai kahin rut hasin hai to kya chandni hai to kya chandni zulm hai aur judai sitam ab to aa ja ki ab raat bhi so gai zindagi gham ke sahraon mein kho gai dhundhti hai nazar tu kahan hai magar dekhte dekhte aaya aankhon mein dam