shanasai ka silsila dekhti hun ye tum ho ki main aaina dekhti hun hatheli se thanda dhuan uth raha hai yahi khwab har martaba dekhti hun badhe ja rahi hai ye raushan-nigahi khurafat-e-zulmat-kada dekhti hun mere hijr ke faisle se daro tum! main khud mein ajab hausla dekhti hun