uf ye dil hadson se ubharta nahin kyun ye kambakht muqaddar sanwarta nahin ek hum hain ki hum par ghadon pad gaya ek wo hain ki un par thaharta nahin wan to fitrat mein shamil hai aur hum pe yan ghairiyat ka guman tak guzarta nahin tha muqaddas wo manind-e-jannat kabhi ku-e-jaanan se ab main guzarta nahin kis kashakash mein hain zindagi-o-qaza sans chalti nahin dam nikalta nahin