ye raat hai ki harf-o-hunar ka ziyan-kada izhaar apne-ap mein mohmal hue tamam ab main hun aur lamha-e-lahut ka safir mahw-e-dua hua mere andar koi faqir sine pe kaisa bojh hai hota nahin subuk honton ke zawiyon mein phansa hai khudakhuda kya lafz hai ki jibh se hota nahin ada kamzor hath hain ki nahin uthte su-e-baam izhaar apne aap mein zail hue tamam sirf aankh hai ki dekhti hai chand nisf gol ai khamushi ki shakh pe baithe parind bol
This is a great shayari on golgappa. True lovers of shayari on word parinda will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this zoya shayari video download is truly a work of art. Please share if you liked this!!!