aastha By Nazm << dhundli yaaden koh-e-himala >> pujta hai ped koi koi patthar pujta hai aur mandir mein koi bhagwan ko bas dhundhta hai gar sharaddha man mein nahin to pujna be-kar hai aastha hai dil mein to har zarre mein bhagwan hai Share on: