aql o daulat ke KHazane

zard pani mein dubo kar
main bhi gardan ki ragen

cigarreton ke adh-jale tukdon se khela hun main bahut
jaan-daron ki halakat

aur un ke jism pe mirchon ki tah
phephadon ke gird ek kali lakir

mujh ko aane wale waqton ki gawahi de gai
aql aur daulat ke jitne bhi khazane pas the

doston ki mehrbani kha gai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close