be-nam udasi By Nazm << baadal naya manzar-nama >> wo ek be-nam si udasi jo ek muddat se sham dhalte hi phatakon aur khidkiyon se hawa ke hathon mein hath dale hamare kamre mein aa rahi thi kahan gai wo Share on: