hum to majbur the is dil se

hum to majbur the is dil se ki jis mein har dam
gardish-e-khun se wo kohram bapa rahta hai
jaise rindadan-e-bala-nosh jo mil baithen baham
mai-kade mein safar-e-jam bapa rahta hai
soz-e-khatir ko mila jab bhi sahaara koi
dagh-e-hirman koi, dard-e-tamanna koi
marham-e-yas se mail-ba-shifa hone laga
zakhm-e-ummid koi phir se hara hone laga
hum to majbur the is dil se ki jis ki zid par
hum ne us raat ke mathe pe sahar ki tahrir
jis ke daman mein andhere ke siwa kuchh bhi na tha
hum ne is dasht ko thahra liya firdaus-e-nazir
jis mein juz sanat-e-khun-e-sar-e-pa kuchh bhi na tha
dil ko tabir koi aur gawara hi na thi
kulfat-e-zist to manzur thi har taur magar
rahat-e-marg kisi taur gawara hi na thi
This is a great meri behan shayari. True lovers of art shayari in hindi will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore jeena sahara shayari. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close