ik-tara baje chhan chhan jago jago han suno suno ye tan magan ye dil dhadkan ik-tara baje chhan chhan chhan jago jago data ne tujhe dhanwan kiya jina tujh par aasan kiya jis gali bhi dukhiya roega kab chain se koi soega nadar ka jis ko dhyan nahin wo patthar-dil insan nahin dujon ke kaam sanwar miyan kuchh farz ka qarz utar miyan jago jago han suno suno ye tan magan ye dil dhadkan ik-tara baje chhan chhan chhan