insaf ka taraazu jo hath mein uthae jurmon ko thik tole aisa na ho ki kal ka itihas-kar bole mujrim se bhi ziyaada munsif ne zulm dhaya kin pesh us ke aage gham ki gawahiyan bhi rakkhin nazar ke aage dil ki tabahiyan bhi us ko yaqin na aaya insaf kar na paya aur apne us amal se bad-kar mujrmon ke napak hauslon ko kuchh aur bhi badhaya insaf ka taraazu jo hath mein uthate ye baat yaad rakkhe sab munsifon se upar