kabhi mazi ko dafnao By Nazm << kahte hain barson pahle >> kabhi mazi ko dafnao kabhi khud ko bhi samjhao na khud pe itna itrao in aankhon ko na tarsao na angaron ko dahkao khayalon ko na bahkao zara jazbaat mahkao mere kashmir aa jao Share on: