kabhi tum der mat karna By Nazm << KHwab jhaTka >> main ruthun to manane mein mujhe wapas bulane mein charagh-e-dil jalane mein andheron ko mitane mein dayar-e-dil basane mein ki mere pas aane mein kabhi tum der mat karna yaqin ki dastan tum ho ki misl-e-kahkashan tum ho main dil hun to zaban tum ho Share on: