KHalish

ai qalam aa tujhe bosa de dun
dard shayad koi bedar hua

ki khalish aaj mere dil mein siwa hoti hai
dastaken dard ki pahle bhi to hoti thin magar

chhup ke pahle bhi to roe dar-o-diwar ke sath
kya gunahgar na the log purane bhi magar

gham ki duniya bhi bahar-taur thi aabaad magar
gham-zada koi to gham-khwar hua karte the

kitne parde mein gunahgar hua karte the
har jarahat ke liye nuskha-e-marham hota

dard hota tha magar tham ke bhi kam-kam hota


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close