KHauf

chilchilati hui sunsan dopahar mein chil ki aawaz
nae kathin imtihanon se guzarne ka dhadka

mohabbat mein thukrae jaane ka khayal
khauf ne aadmi ko har taraf se ghera hua hai

lekin
khauf

agar badhte hue qadmon ko rokta hai
to kuchh kar guzarne ki dawat bhi deta hai

har khauf ek jaisa nahin hota
khauf

qabristan mein bhi hota hai
aur jang ke maidan mein bhi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close