lafz

lafz kabhi ruthte nahin
kawita kabhi nahin marti

han
jab rahat ki aas mein

us ke aur qarib jaane ki chah mein
use khud hi jine lagta hai shair

tab
wo mashuqa nahin rahti

aur ho jati hai ruh se jism mein tabdil
yun lafz kabhi ruthte nahin

yun kawita kabhi nahin marti


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close