main be hun By Nazm << shikayat ek KHwahish >> main be hun jab alif ko dekhta hun dukh uthata hun ki wo awwal hai main aakhir magar jab pe ko dekhun te ko dekhun muskuraata hun bahut taskin pata hun khushi se khilkhilata hun ki main be hun Share on: