main agar khak to hai aab meri tu hai tabir main hun khwab tera tu agar aag main hawa ka shor tu zamin meri main tera aakash main tera jism tu hai ruh meri ishq mera hai reg-zaron sa husn tera hai aabshaaron sa to himala ki pur-faza wadi main samundar ki tarah aazadi aur kis kis tarah se kya bolun ain fitrat ke raaz kya kholun ye man o tu ka farq hi shayad hum se leta hai imtihan jaanan aakhiri ye fasil gir jae phir to hai wasl-e-jawedan jaanan ek fana apni ibtida jaanan ek fana apni intiha jaanan
This is a great fanaa shayari pic. True lovers of logo ki fitrat shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this himalaya shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!