meri saltanat By Nazm << nau-umri aur piri be-wafa kaise banun >> tod kar hazar tukdon mein mujhe baithe ho kab se mujh par nazren gadae ki ab bikhrun aur tab bikhrun todna tumhaari sarhad mein tha aur bikharna har jagah tumhaari hikmat nahin hai meri jaan Share on: