nai aastin

na mere zahr mein talkhi rahi wo pahli si
badan mein us ke bhi pahla sa zaiqa na raha

hamare bich jo rishte the sab tamam hue
bas ek rasm bachi hai shikasta pul ki tarah

kabhi-kabhaar jawab bhi hamein milati hai
magar ye rasm bhi ek roz tut jaegi

ab us ka jism nae sanp ki talash mein hai
meri hawas bhi nai aastin dhundhti hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close