shairi By Nazm << shayad raushni >> mukhtasar sawal do aur do ka hota hai jis ka jawab mushtarka taur par ek hi hota hai baat aazad aur fitri chale to kabhi kabhi wazn-na-ashna hote hue bhi mukammal aur jadid hone ke mawaqe ya ummid paida karti hai Share on: