tawil KHamushi

baaton ka martaban achanak chhut gaya hai hathon se
baaton ke nazuk jism ab lafzon ki kirchon se

zakhmi hai aur lahuluhan be-bas se hain
khayal aur mani bhi uchhal kar dur pade hain kone mein

rote se bilakhte se
sare ehsas pade hai farsh pe mar kar

bhaar ponchh kar samet lun phir bhi chakhte to na mitenge


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close