tum mere sath chal nahin sakte By Nazm << wo tere shahr mein >> tum mere sath chal nahin sakte tumhaare pairon ko kandhon pe chadhne ki aadat hai aur main kandhe jhuka nahin sakta ki in pe hi to mera sar hai jo jhukne ki ada nahin jaanta Share on: