jin ke phere the khandar mein in hawaon ne kaha waqt ki raftar ka anjam virani hai kyon is pe boli gard hain is masale ke rukh kai ek yahi pahlu bhala wajh-e-pareshani hai kyon mere bare mein bhi socho waqt thahre ya chale qaem-o-daem hamesha meri yaksani hai kyon