kyon chehra dekhte hain log hazaron mein pahchante hain log chhupta hai dil har kas-o-na-kas se kahte hain raushni mein aa kaha hua suna sunaen kis tarah taqat-e-guftar hai ab na alfaz ka wo sahar hausla jine ka na aarzu maut ki dorahe pe khadi puchhti hai zindagi waqt ki qimat kya hai