Chehray Pe Mere Zulf Ko Phlao Kisi Din Kya Roz Garjte Ho

Chehray pe mere zulf ko phlao kisi din
kya roz garjte ho,
baras jao kisi din
razon ki tarah husn ki barish main naha lo
badal ki tarah jhom ke ghir aao kisi din
khusbo ki tarah guzro meray dil ki gali se
pholon ki tarah muj pe bikhar jao kisi din
guzrain jo mere ghar se tu ruk jaen sitare
is tarah meri raat ko chamkao kis din
main apni har ik sans usi raat ko de doon
sar rakh ke mere senay pe so jao kisi din

Ye duniya mohabbat ki dushman ho gai hai

Ye duniya mohabbat ki dushman ho gai hai,
mohabbat ab dosto kitabo me rah gayi hai
wo din beet gaye jab log pyar me jan diya karte the,
ab to husn ki pyasi duniya rah gai hai
koi nahi sunta kisi ke dil ki sada,
sabko dilon se khelne ki aadat si ho gayi hai..!!!!
~_~

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close