use karte hain musalsal make-up ka Dabba roz kyunShayari By 24 Nov 2020 03:54:05 AMQitause karte hain musalsal make-up ka dabba roz kyun ban-sanwar kar har ghiri bante hain chhaila roz kyun mammy tum to kah rahi thin id to kab ki gai phir padosan se gale milte hain pappa roz kyun [...] Continue Reading... Share on:
tum rang ho tum nur ho tum shisha ho tum jamShayari By 24 Nov 2020 03:53:33 AMQitatum rang ho tum nur ho tum shisha ho tum jam kirnon se bhari subh ho taron se bhari sham rangin hai sarshaar hai mastana hai duniya tum ho to nigahon mein pari-khana hai duniya [...] Continue Reading... Share on:
kya bud-o-bash puchho ho purab ke sakinoShayari By 24 Nov 2020 03:53:00 AMQitakya bud-o-bash puchho ho purab ke sakino hum ko gharib jaan ke hans hans pukar ke dilli jo ek shahr tha aalam mein intikhab rahte the muntakhab hi jahan rozgar ke [...] Continue Reading... Share on:
kabhi narmi kabhi saKHti kabhi uljhan kabhi DarShayari By 24 Nov 2020 03:52:31 AMQitakabhi narmi kabhi sakhti kabhi uljhan kabhi dar waqt ai dost bahar-haal guzar jata hai lamha lamha nazar aata tha kabhi ek ek sal ek lamhe mein kabhi sal guzar jata tha [...] Continue Reading... Share on:
chaar ganje ek dawat mein jama jab ho gaeShayari By 24 Nov 2020 03:51:59 AMQitachaar ganje ek dawat mein jama jab ho gae un ki chandyaon ke aage raushni thi mand mand laut kar jaane lage to mezban ne yun kaha aap ke aane se mahfil mein lage the chaar chand [...] Continue Reading... Share on:
itne apnon mein koi ek na apna niklaShayari By 21 Nov 2020 04:05:44 PMQitaitne apnon mein koi ek na apna nikla a mere shahr bata main bhi kahan aa nikla log nazren bhi churane lage ham-sayon se darmiyan fasla rakhne ka chalan kya nikla [...] Continue Reading... Share on: