hasid tujh par agar hasad karta haiAdmin23 Feb 2020 01:08:28 PMRubaaihasid tujh par agar hasad karta hai kar sabr ki khud wo kar-e-bad karta hai apni pasti ko kar raha hai mahsus aur teri bulandiyon se kad karta hai Continue Reading... Share on:
hamdard hun sab ye lutf-e-abaadi haiAdmin21 Feb 2020 01:08:28 PMRubaaihamdard hun sab ye lutf-e-abaadi hai ham-saya bhi ho sharik tab shadi hai taskin hai jabki ho khuda par takiya qanun bana saken tab aazadi hai Continue Reading... Share on:
hai saf ayan haram-sara ka matlabAdmin19 Feb 2020 01:08:28 PMRubaaihai saf ayan haram-sara ka matlab beganon ke waste hai ek hadd-e-adab mumkin ho agar to is ko qaem rakho izzat ke nishan aur to mit gae sab Continue Reading... Share on:
hai hirs-o-hawas ke fan ki mujhko takmilAdmin17 Feb 2020 01:08:28 PMRubaaihai hirs-o-hawas ke fan ki mujh ko takmil ghairat nahin meri bazm-e-danish mein dakhil hain nafs ki khwahishen bahut mujh ko aziz jab chahen karen khushi se mujh ko wo zalil Continue Reading... Share on:
duniya karti hai aadmi ko barbaadAdmin15 Feb 2020 01:08:28 PMRubaaiduniya karti hai aadmi ko barbaad afkar se rahti hai tabiat nashad do chizen hain bas muhafiz dil ki uqba ka tasawwur aur allah ki yaad Continue Reading... Share on:
dil-kash nahin wo hasin jise sharm nahinAdmin13 Feb 2020 01:08:28 PMRubaaidil-kash nahin wo hasin jise sharm nahin raunaq nahin us ki jis ka dil garm nahin sakhti mein bhi gudaz tinat ho jo saf pighli hai barf go ki wo narm nahin Continue Reading... Share on: