ye silsila-e-zulf-e-tajassus hai daraazShayari By 06 Jun 2021 02:11:44 PMRubaaiye silsila-e-zulf-e-tajassus hai daraaz anjam kahan se? ki abhi hai aaghaz tashkik ke hone mein koi harj nahin lekin na ye 'inkar' ki ho jae jawaz [...] Continue Reading... Share on:
tamir ko taKHrib se milta hai kamalShayari By 04 Jun 2021 02:11:44 PMRubaaitamir ko takhrib se milta hai kamal takhrib hi tamir ka warna hai maal tashkik ki buniyaad pe qaem jo na ho dil mein wo yaqin bunta hai tashkik ke jal [...] Continue Reading... Share on:
puchhungi koi baat na munh kholungiShayari By 10 May 2021 12:28:29 PMRubaaipuchhungi koi baat na munh kholungi sajan hain bharose ke to kya bolungi lanka ka mahal ho ki khwab-gah-e-firaun jis or chalenge main udhar ho lungi [...] Continue Reading... Share on:
main uski pujaran wo pujari meraShayari By 10 May 2021 12:28:07 PMRubaaimain us ki pujaran wo pujari mera main is ki bhikaran wo bhikari mera ek panw pe kah dun to khada ho jae murli ki tarah krishn murari mera [...] Continue Reading... Share on:
jab sham Dhali singar kar ke roiShayari By 10 May 2021 12:27:45 PMRubaaijab sham dhali singar kar ke roi sajan ka intizar kar ke roi jab dub chale gagan mein tare dam-e-subh ek ek gahna utar kar ke roi [...] Continue Reading... Share on:
har sham hui singar karna bhi haiShayari By 10 May 2021 12:27:23 PMRubaaihar sham hui singar karna bhi hai phir raat ka intizar karna bhi hai tan ki mere chandi ho ki man ka sona sajan par sab nisar karna bhi hai [...] Continue Reading... Share on: