sufi hun na waiz hun nahin hun mullaShayari By Abdul Rahman Ehsan Dehlvi26 Oct 2020 11:36:38 PMRubaaisufi hun na waiz hun nahin hun mulla bulbul nahin ai gul jo kahun main gul la wo rind hun mil mai-kada-e-dair mein main mulla se bhi kahta hun ki mulla mul la [...] Continue Reading... Share on:
hain ek hakim ji ba-shakl-e-taunShayari By Abdul Rahman Ehsan Dehlvi24 Oct 2020 11:36:38 PMRubaaihain ek hakim ji ba-shakl-e-taun hai raqs taqsim mukhil un ka qanun padhte hain nafis aur khud hain wo kasif nuskhe hain ajib aur turfa majun [...] Continue Reading... Share on:
ehsan jo ajal se kaam tera bigDeShayari By Abdul Rahman Ehsan Dehlvi22 Oct 2020 11:36:38 PMRubaaiehsan jo ajal se kaam tera bigde is waqt na ho dil mein jahan ke jhagde yun to kalima padhe tota bhi wale ten ten karta hai jab billi pakde [...] Continue Reading... Share on:
kya arz-o-sama mein nazar aata hai KHalalShayari By Abdul Aziz Khalid26 Oct 2020 09:53:37 PMRubaaikya arz-o-sama mein nazar aata hai khalal mumkin hai kahin un mein koi radd-o-badal be-maqsad-o-mansha nahin hangama-e-kun har chiz ka ek maqam har shai ka amal [...] Continue Reading... Share on:
kar lutf-o-mudara se dil-e-KHalq ko ramShayari By Abdul Aziz Khalid24 Oct 2020 09:53:37 PMRubaaikar lutf-o-mudaraat se dil-e-khalq ko ram ban afw-o-muwasat se makhdum-e-anam mustaghni-e-tard-o-tan kotah-nazran rakh apne ko wabasta-e-injah-e-maram [...] Continue Reading... Share on:
ai ahl-e-farasat baDho be-KHauf-o-hirasShayari By Abdul Aziz Khalid22 Oct 2020 09:53:37 PMRubaaiai ahl-e-farasat badho be-khauf-o-hiras ham-rahi-e-tahqiq hain be-shak-o-iblas hain pech-o-kham-e-asar-e-sawad-e-manzil aawaz-e-jaras waswasa-ha-e-khannas [...] Continue Reading... Share on: