baaton mein to iKHtiyar shirini karShayari By 22 Oct 2020 08:23:33 PMRubaaibaaton mein to ikhtiyar shirini kar izhaar-e-niyaz-o-ijz-o-miskini kar khwahish ho jo aankhon mein jagah pane ki ai mardum-e-dida tark khud-bini kar [...] Continue Reading... Share on:
sae mein himaliya ke pyari dharti01 May 2020 12:52:12 AMRubaaisae mein himaliya ke pyari dharti gahwara-e-amn hai ye sari dharti paigham sada haq ka diya hai us ne kis darja muqaddas hai hamari dharti Continue Reading... Share on:
mat kahiyo zaban hai ye musalmanon kiAdmin01 Apr 2020 03:58:20 AMRubaaimat kahiyo zaban hai ye musalmanon ki urdu to hai duniya ke sab insanon ki bazar mein daftar mein gali kuchon mein mahbub zaban hai ye sukhan danon ki Continue Reading... Share on:
kyun un ko satane mein maza aata haiAdmin01 Apr 2020 03:58:06 AMRubaaikyun un ko satane mein maza aata hai dil mera dukhane mein maza aata hai meri to koi baat wo sunte hi nahin apni hi sunane mein maza aata hai Continue Reading... Share on:
kya tumne mera haal-e-zabun dekha haiAdmin01 Apr 2020 03:57:52 AMRubaaikya tum ne mera haal-e-zabun dekha hai har hasrat-o-ummid ka khun dekha hai uth baitha hun sau bar main sote sote ye wahshat o andaz-e-junun dekha hai Continue Reading... Share on:
is dahr mein ab kis pe bharosa kijeAdmin01 Apr 2020 03:57:37 AMRubaaiis dahr mein ab kis pe bharosa kije kis shakhs ka mushkil mein sahaara kije hai kis ko gharaz kaam kisi ke aae kis aas par aawaz kisi ko dije Continue Reading... Share on: