ehsan jo ajal se kaam tera bigDeShayari By 22 Oct 2020 11:36:38 PMRubaaiehsan jo ajal se kaam tera bigde is waqt na ho dil mein jahan ke jhagde yun to kalima padhe tota bhi wale ten ten karta hai jab billi pakde [...] Continue Reading... Share on:
kya arz-o-sama mein nazar aata hai KHalalShayari By 26 Oct 2020 09:53:37 PMRubaaikya arz-o-sama mein nazar aata hai khalal mumkin hai kahin un mein koi radd-o-badal be-maqsad-o-mansha nahin hangama-e-kun har chiz ka ek maqam har shai ka amal [...] Continue Reading... Share on:
kar lutf-o-mudara se dil-e-KHalq ko ramShayari By 24 Oct 2020 09:53:37 PMRubaaikar lutf-o-mudaraat se dil-e-khalq ko ram ban afw-o-muwasat se makhdum-e-anam mustaghni-e-tard-o-tan kotah-nazran rakh apne ko wabasta-e-injah-e-maram [...] Continue Reading... Share on:
ai ahl-e-farasat baDho be-KHauf-o-hirasShayari By 22 Oct 2020 09:53:37 PMRubaaiai ahl-e-farasat badho be-khauf-o-hiras ham-rahi-e-tahqiq hain be-shak-o-iblas hain pech-o-kham-e-asar-e-sawad-e-manzil aawaz-e-jaras waswasa-ha-e-khannas [...] Continue Reading... Share on:
zalim dam-e-naza na aaya afsosShayari By 26 Oct 2020 08:23:33 PMRubaaizalim dam-e-naza na aaya afsos afsana-e-gham na sunne paya afsos thi jazba-e-dil se hum ko 'asi' ummid afsos ajab fareb khaya afsos [...] Continue Reading... Share on:
ulfat mein mare to zindagi milti haiShayari By 24 Oct 2020 08:23:33 PMRubaaiulfat mein mare to zindagi milti hai gham lakh sahe tu ek khushi milti hai har shama ko bazm-e-dahr mein ai 'asi' jalne hi ke baad raushni milti hai [...] Continue Reading... Share on: