karta hai bagh-e-dahr mein nairangiyan basantShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkarta hai bagh-e-dahr mein nairangiyan basant aaya hai lakh rang se ai baghban basant ham-rang ki hai dun nikal ashrafi ke sath pata hai aa ke rang-e-talai yahan basant [...] Continue Reading... Share on:
tum aae ho na shab-e-intizar guzri haiShayari By 09 Nov 2020 11:24:13 AMGhazaltum aae ho na shab-e-intizar guzri hai talash mein hai sahar bar bar guzri hai junun mein jitni bhi guzri ba-kar guzri hai agarche dil pe kharabi hazar guzri hai [...] Continue Reading... Share on:
gai bahaar magar apni be-KHudi hai wahiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShergai bahaar magar apni be-khudi hai wahi samajh raha hun ki ab tak bahaar baqi hai Continue Reading... Share on:
ug raha hai dar-o-diwar se sabza ghaalibShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalug raha hai dar-o-diwar se sabza 'ghaalib' hum bayaban mein hain aur ghar mein bahaar aai hai Continue Reading... Share on:
KHizan ruKHsat hui phir aamad-e-fasl-e-bahaari haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkhizan rukhsat hui phir aamad-e-fasl-e-bahaari hai gareban khud-bakhud hone laga hai dhajjiyan mera Continue Reading... Share on:
kiya hangama-e-gul ne mera josh-e-junun tazaShayari By 06 Nov 2020 12:10:28 PMSherkiya hangama-e-gul ne mera josh-e-junun taza udhar aai bahaar idhar gareban ka rafu tuta Continue Reading... Share on: