aisi hawa bahi ki hai chaaron taraf fasadShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheraisi hawa bahi ki hai chaaron taraf fasad juz saya-e-khuda kahin dar-ul-aman nahin Continue Reading... Share on:
har ek shaKH thi larzan faza mein chiKH-o-pukarShayari By 19 Nov 2020 02:36:26 PMSherhar ek shakh thi larzan faza mein chikh-o-pukar hawa ke hath mein ek aab-dar khanjar tha Continue Reading... Share on:
jo dil ko hai KHabar kahin milti nahin KHabarShayari By 12 Nov 2020 11:32:38 AMSherjo dil ko hai khabar kahin milti nahin khabar har subh ek azab hai akhbar dekhna Continue Reading... Share on:
shikasta-haal sa be-asra sa lagta haiShayari By 12 Nov 2020 01:38:50 AMGhazalshikasta-haal sa be-asra sa lagta hai ye shahr dil se ziyaada dukha sa lagta hai har ek ke sath koi waqia sa lagta hai jise bhi dekho wo khoya hua sa lagta hai [...] Continue Reading... Share on:
main ye kis ke nam likkhun jo alam guzar rahe hainShayari By 12 Nov 2020 01:37:05 AMGhazalmain ye kis ke nam likkhun jo alam guzar rahe hain mere shahr jal rahe hain mere log mar rahe hain koi ghuncha ho ki gul ho koi shakh ho shajar ho wo hawa-e-gulistan hai ki sabhi bikhar rahe hain [...] Continue Reading... Share on:
ba-nam-e-amn-o-aman kaun mara jaegaShayari By 12 Nov 2020 10:57:37 PMGhazalba-nam-e-amn-o-aman kaun mara jaega na jaane aaj yahan kaun mara jaega liye hue hain sabhi apna sar hatheli par kise khabar hai kahan kaun mara jaega [...] Continue Reading... Share on: