rakkhi hui hai donon ki buniyaad ret parShayari By 03 Sep 2022 11:39:04 AMSherrakkhi hui hai donon ki buniyaad ret par sahra-e-be-karan ko samundar likhenge hum Continue Reading... Share on:
kya dukh hai samundar ko bata bhi nahin saktaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkya dukh hai samundar ko bata bhi nahin sakta aansu ki tarah aankh tak aa bhi nahin sakta tu chhod raha hai to khata is mein teri kya har shakhs mera sath nibha bhi nahin sakta [...] Continue Reading... Share on:
chheD kar jaise guzar jati hai doshiza hawaShayari By 22 Jun 2022 10:15:24 AMSherchhed kar jaise guzar jati hai doshiza hawa der se khamosh hai gahra samundar aur main Continue Reading... Share on:
chamak raha hai KHema-e-raushan dur sitare saShayari By 03 Apr 2021 01:15:03 AMSherchamak raha hai khema-e-raushan dur sitare sa dil ki kashti tair rahi hai khule samundar mein Continue Reading... Share on:
apne chehre se jo zahir hai chhupaen kaiseShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne chehre se jo zahir hai chhupaen kaise teri marzi ke mutabiq nazar aaen kaise ghar sajaane ka tasawwur to bahut baad ka hai pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaen kaise [...] Continue Reading... Share on:
girte hain samundar mein baDe shauq se dariyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShergirte hain samundar mein bade shauq se dariya lekin kisi dariya mein samundar nahin girta Continue Reading... Share on: