faqir kis darja shadman the huzur ko kuchh to yaad hogaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalfaqir kis darja shadman the huzur ko kuchh to yaad hoga huzur kis darja mehrban the huzur ko kuchh to yaad hoga wo mai-kada tha sanam-kada tha ki bab-e-jannat khule hue the tamam shab aap hum kahan the huzur ko kuchh to yaad hoga [...] Continue Reading... Share on:
din guzar jaenge sarkar koi baat nahinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldin guzar jaenge sarkar koi baat nahin zakhm bhar jaenge sarkar koi baat nahin aap ka shahr agar bar samajhta hai hamein kuch kar jaenge sarkar koi baat nahin [...] Continue Reading... Share on:
subu uTha mere saqi ki raat jati haiShayari By 21 Nov 2020 08:36:38 PMGhazalsubu utha mere saqi ki raat jati hai nazar mila mere saqi ki raat jati hai ki tu manae mujhe is liye main rutha hun mujhe mana mere saqi ki raat jati hai [...] Continue Reading... Share on:
guzre jo apne yaron ki sohbat mein chaar dinShayari By 28 Oct 2020 06:56:34 PMGhazalguzre jo apne yaron ki sohbat mein chaar din aisa laga basar hue jannat mein chaar din umr-e-khizar ki us ko tamanna kabhi na ho insan ji sake jo mohabbat mein chaar din [...] Continue Reading... Share on:
ek hi dharti hum sab ka ghar jitna tera utna meraAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMGhazalek hi dharti hum sab ka ghar jitna tera utna mera dukh sukh ka ye jantar-mantar jitna tera utna mera gehun chawal bantne wale jhuta taulen to kya bolen yun to sab kuchh andar bahar jitna tera utna mera har jiwan ki wahi wirasat aansu sapna chahat mehnat sanson ka har bojh barabar jitna tera utna mera sansen jitni maujen utni sab ki apni apni ginti sadiyon ka itihas samundar jitna tera utna mera khushiyon ke batware tak hi unche niche aage pichhe duniya ke mit jaane ka dar jitna tera utna mera Continue Reading... Share on: