tanha tanha dukh jhelenge mahfil mahfil gaengeShayari By 04 Oct 2024 11:57:58 PMGhazaltanha tanha dukh jhelenge mahfil mahfil gaenge jab tak aansu pas rahenge tab tak git sunaenge tum jo socho wo tum jaano hum to apni kahte hain der na karna ghar aane mein warna ghar kho jaenge [...] Continue Reading... Share on:
marifat ke liye aagahi ke liyeShayari By 20 Apr 2024 05:22:29 AMGhazalma'rifat ke liye aagahi ke liye nur-e-haq chahiye raushni ke liye ji rahe hain kisi ki khushi ke liye warna kya hai yahan zindagi ke liye [...] Continue Reading... Share on:
kuchh meri sun kuchh apni suna zindagiShayari By 20 Apr 2024 05:01:46 AMGhazalkuchh meri sun kuchh apni suna zindagi dard-e-dil aur thoda badha zindagi zindagani ke fan se hun la-ilm main zindagi karna mujh ko sikha zindagi [...] Continue Reading... Share on:
agar ye kah do baghair mere nahin guzara to main tumhaaraShayari By 22 Feb 2024 05:09:26 PMGhazalagar ye kah do baghair mere nahin guzara to main tumhaara ya us pe mabni koi ta'assur koi ishaara to main tumhaara ghurur-parwar ana ka malik kuchh is tarah ke hain nam mere magar qasam se jo tum ne ek nam bhi pukara to main tumhaara [...] Continue Reading... Share on:
KHuda-ya apne kun ki laj rakh leShayari By 24 Oct 2023 12:43:49 PMSherkhuda-ya apne kun ki laj rakh le tera shahkar zae' ho raha hai Continue Reading... Share on:
aapne is ke fasane hi sune hote hainShayari By 05 Oct 2023 12:57:03 PMSheraap ne is ke fasane hi sune hote hain aur achanak ye bala aap ke sar hoti hai Continue Reading... Share on: