kash iqrar kar liya hota do ghadi pyar kar liya hota han wahi zindagi ka maqsad tha us se izhaar kar liya hota gar charaghon mein khun baqi tha shab ko talwar kar liya hota zinda rahne ka ek wasila tha gham trahdar kar liya hota koi shikwa nahin 'tapish' tum se warna sarkar kar liya hota