usko ek bar bula lun main zara
By shagufta-rahmanOctober 3, 2023
us ko ek bar bula lun main zara
aur nazron mein basa lun main zara
pas aao to chura lun main tumhein
tujh ko duniya se chhupa lun main zara
dil ki rudad suna kar tujh ko
aa tujhe dil mein basa lun main zara
aur nazron mein basa lun main zara
pas aao to chura lun main tumhein
tujh ko duniya se chhupa lun main zara
dil ki rudad suna kar tujh ko
aa tujhe dil mein basa lun main zara
12860 viewsghazal • English