waqt ka suraj jalan ke rup mein jab aa gaya

waqt ka suraj jalan ke rup mein jab aa gaya
sang-tan par dhup ke sailab ko roka gaya

past himmat ke zariye ho gaya radd-e-amal
hum ko be-maqsad dilasa de ke bahlaya gaya

be-zaban zakhmon ko fart-e-khwahishat-e-zist ko
jo na samjha ghair-zimm-e-dar wo samjha gaya

dard ki lahron ne rakkha muztarib anfas ko
nam ke tufan se jism-e-arzu dhanpa gaya

aakhiri baaton ki ruposhi ke wo qail na the
kahne walon ko magar kahne se bhi roka gaya

hum bachate hi rahe us ko mohabbat se 'hasir'
apni harakat se magar wo khud yahan pakda gaya


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close