Ae neend zara dhire aa,lagta hai unke khwabo me ane ka waqt ho gaya hai,is pal ke intezar me, suraj dhal gaya hai,yahi waqt hai mulakat ka…kya btaye yaaro kitna haseen khwab aaya hai,shayad ruthe the wo humse, pehli bar kisiko manane me maza aya hai,baate to hoti hain magar khwabo me apka iskadar aana kuch naya hai,chahe faaslo ne kitni bhi zurrat ki ho darmiyo ki,aap kaise bhuloge ki hum apka saya hain… <3