Kabhi furst me kisi din tummujhe soch lena pal bharkitna tumko chaha maineaur kya tumse paya mainekabhi jo khamosh baitho tomujhe gunguna lena ek palmain ek nagma hu chahat kadard-e-gazal bhi hu main hikabhi jo muskurao to tummujhe bhi paas rakhna apnemain khud ko bhi luta dungitumhari ek muskuraht prkabhi to sona chaho to tummujhe bs yaad kr lenamahka kr khwab tumhare mainmain hrsu chahat brsa dungikabhi jo tanha ho jao tomujhe apna bna lena tummohabbat pak h meri ibdaat situmhe hr gham bhula dungikabhi furst me kisi dinmujhe sochna bs ek pal…