aankh ke tare TuT gae By Ghazal << aah be-gana-e-asar to nah... ab ke husn-e-nazar kitabo... >> aankh ke tare tut gae khwab hamare tut gae kal maujon mein jang hui aur kinare tut gae qatra qatra barf bana aur fawware tut gae meri palkon se gir ke aansu sare tut gae 'hafiz' waqt bura aaya dekh sahaare tut gae Share on: