abhi dasht-e-karbala mein hai buland ye tarana

abhi dasht-e-karbala mein hai buland ye tarana
yahi zindagi haqiqat yahi zindagi fasana
tera kaam tan ki puja mera kaam man ki sewa
mujhe justuju yaqin ki tujhe fikr-e-ab-o-dana
mere shauq-e-muztarib se hai rawan nizam-e-hasti
jo thahar gai mohabbat to thahar gaya zamana
wo faqih-e-ku-e-baatin hai adu-e-din-o-millat
kisi khauf-e-duniyawi se jo tarash de fasana
tera khar-o-khas pe takiya mera ishq par bharosa
mujhe barq se mohabbat tujhe khauf-e-ashiyana
mere jazb-e-dil ko 'mahir' koi kya samajh sakega
meri shairi ki had se abhi dur hai zamana
This is a great ganesh puja shayari. True lovers of pyar ka tarana shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this karbala shayari hindi me is truly a work of art. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close