agar main moajaze ko KHaksari ke ayan karta

agar main moajaze ko khaksari ke ayan karta
bagule sa bana aur hi zamin o aasman karta

mujhe haq gulshan-e-ijad ka gar baghban karta
to ashk-e-bulbulon ko aabyar-e-gulistan karta

gila dil-e-sakhti-e-ahbab ka gar main bayan karta
sadaf sa pal mein aansu uqda-e-dil ke rawan karta

jo diwan-e-qaza ki peshkari haq mujhe deta
to reshe sarw ke mizhgan-e-chashm-e-qumriyan karta

khuda gar khana saman-e-qaza karta ye 'uzlat' ko
to parwanon ki rakh ai shama subh-e-asman karta


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close