agar nahin qasd ai zalim mere dil ke satane ka sabab kya hai tujhe mujh se namane se bahane ka hui muddat nahin taqat mere dil kun judai ki karam kar aa sajan ya fikr kar mere bulane ka shah-e-khuban mere ghar raat ko aaya hai ai mutrib mera dil shad hai ga rag ai mutrib shahane ka na howe kyun ke gardun pe sada dil ki buland eti hamari aah hai danka damame ke bajaane ka jabhi ho wasl hansi sin hisar-e-pairahan tab tera 'yakru' tsunami hai nahin hargiz samane ka