aur ishrat ki tamanna kya karen samne tu ho tujhe dekha karen mahw ho jaen tasawwur mein tere hum bhi apne qatre ko dariya karen hum ko hai har roz har waqt intizar banda-parwar gah gah aaya karen chaaragar ka chahiye karna ilaj us ko bhi apna sa diwana karen un ke aane ka bharosa ho na ho rah hum un ki magar dekha karen hum nahin na-waqif rasm-e-adab dil ki betabi ko 'wahshat' kya karen