azal ke din se chala hun abhi safar mein hun

azal ke din se chala hun abhi safar mein hun
main aasman pe sahi phir bhi rah-guzar mein hun

sukhan mein soz na jaane kahan se phut pada
ghariq jab se mai-e-harf-e-la-tazar mein hun

teri namaz hai muhtaj-e-mimbar-o-mehrab
meri namaz ki bas razm-e-khair-o-shar mein hun

sukun-e-dil ki talab mein tadap raha hun magar
asir lazzat-e-duniya-e-sim-o-zar mein hun

mera qusur tha qalu-bala-shahidna bhi
qusur-war khata-e-abul-bashar mein hun


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close