badle na kyon hayat bhi din-raat ki tarah By Ghazal << bandagi karte karte KHuda... apni had tak bhi jo muKHt... >> badle na kyon hayat bhi din-raat ki tarah hum kab hudud-e-zat mein hain zat ki tarah tum muntashir nahin ho khayalat ki tarah achchha to mujh se baat karo baat ki tarah tanhaiyon ke naz hamin se na uth sake mahki thi raat aaj bhi kal raat ki tarah Share on: