bebasi KHak uDane se bhi kaT sakti thi

bebasi khak udane se bhi kat sakti thi
nind thi nind to lamhon mein palat sakti thi

main akeli hi sahe jati thi iflas ka dukh
waise taklif to hum donon mein bat sakti thi

tu jo kamre se nikal aaya to ye phail gai
raushni tere ishaare pe simat sakti thi

aap ghusse mein the main rok na pai warna
aap ki shirt mere hath se phat sakti thi

hae gambhir andhere mein hua gum bachcha
man to khurshed ka takhta bhi ulat sakti thi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close